PYAAR HI PYAAR
** ♥ **    Ye Dil pyaar k kabil na raha,  Koi bhi izhar k kabil na raha,  Is Dil me bas gayi Dosti aapki,  ab to chand bhi deedar k kabil na raha!    ** ♥ **    Mai    tujse ek armaan mangta hun,  tujse apni jaan mangta hun,  tu so jayegi mobile off karke  isliye ek good night kiss udhar mangta hun    ** ♥ **    Hum na    hote to aapko gazal kaun kehta,  apke chehre ko gulab kaun kehta,  Ye to karishma hai hum pyar karne walon ka warna pattharon ko Taj Mahal    kaun kehta.    ** ♥ **    Tum se    Roj milne ko Dil chahta hai,  kuch sunane aur sunane ko Dil chahta hai,  Hai tumhare manane ka andaz aisa ki,  fir se ruth jane ko Dil chahta hai...    ** ♥ **    Log    kehte firte hai jise hum Pyaar karte hai wo ek chand ka tukda hai,  par unhe kyaa pata jise mai Pyaar karta houn Chand uska ek tukda hai.      ** ♥ **    Jis waqt    khuda ne tumhe banaya hoga,  ek saroor sa uske Dil pe chaya hoga,  pehle socha hoga tujhe JANNAT mein rakh lun phir usse mera khayal aaya    hoga.    ** ♥ **    H...