Posts

Showing posts from October, 2009

PYAAR HI PYAAR

** ♥ ** Ye Dil pyaar k kabil na raha, Koi bhi izhar k kabil na raha, Is Dil me bas gayi Dosti aapki, ab to chand bhi deedar k kabil na raha! ** ♥ ** Mai tujse ek armaan mangta hun, tujse apni jaan mangta hun, tu so jayegi mobile off karke isliye ek good night kiss udhar mangta hun ** ♥ ** Hum na hote to aapko gazal kaun kehta, apke chehre ko gulab kaun kehta, Ye to karishma hai hum pyar karne walon ka warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta. ** ♥ ** Tum se Roj milne ko Dil chahta hai, kuch sunane aur sunane ko Dil chahta hai, Hai tumhare manane ka andaz aisa ki, fir se ruth jane ko Dil chahta hai... ** ♥ ** Log kehte firte hai jise hum Pyaar karte hai wo ek chand ka tukda hai, par unhe kyaa pata jise mai Pyaar karta houn Chand uska ek tukda hai. ** ♥ ** Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga, ek saroor sa uske Dil pe chaya hoga, pehle socha hoga tujhe JANNAT mein rakh lun phir usse mera khayal aaya hoga. ** ♥ ** H